Ek martaba hamare pyare Nabi Salallahualaiuwasallam NE hazrat Ali RaziAllah Tall Anha se farmaya, "Aye Ali! Rozana raat ko paanch kaam karke soya karo". To hazrat Ali RaziAllah Tall Anha NE pucha "Aye Allahatala ke rasool, yeh kaun se aise paanch kaam hai?" Phir Nabi Salallahualaihuwasallam NE kaha, "1) Char martaba Surah "Fatiha" padkar soya karo, iska sawab char hazar dinar sadka karne ke barabar hai." "2) Teen martaba Surah "Ikhlas" (Kulwallahuahad) padkar soya karo, iska sawab ek Quran-e-majeed ke barabar hai." "3) Dus martaba "Istaakfaar" padkar soya karo, isse do ladne wale ke darmiyan samjhauta karane ke sawab ke barabar milenga." "4) Dus martaba "Darudsharif" padkar soya karo, isse Jannat ki keemat Ada hogi." "5) Aur aakhir mein char martabe teesra kalmaRaziAllah Tall Anha
Tags: Sawab